ab to dhadkane dil se juda lagti hai,
sans leta hun to jakhmo ko havaa lagti hai.
kabhi tu razi to kabhi khafa lagti hai,
meri jindagi tu hi bataa tu meri kya lagti hai...???
Aye khuda ankho ko kuch aisi khudai de
jidhar dekhu udhar vo dikhai de.
kash aisa taalmel ho hawa me
unko pukaru aur unhi ko sunai de...
No comments:
Post a Comment